Jine ke din ab aap ke bache hain kul chaar,
khud ki kushiyan pare kam to lelen kisi se udhar.
na karen gum itna, yahi qiamat ka lekha hai,
kya apne bado ka aapne, yahi haal na dekha hai.
Aaj aap ki to phir kal hamaari baari hai,
par is waqt aapke saath, hamari hamdardi saari hai.
Yeh hai aisa dokha, har ki aazmane ki taiyari hai,
naye samaaj mei bhi chal rahi, yeh purani bimaari hai.
Mahtab Alam (Mushk)
Tuesday, September 1, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Hamari kismat par likne wale
ReplyDeleteKal tu bhi isi duar mei aayega,
Aaj hum yun kahkasha na laga,
Kal tu apni likhwane(kismat par) ko taras jayega
Hum to fir bhi yun khushnasib hai ki hai koi bayan karene wal
Tu to yuhi gunam gumnam ho jayega........
aap ki baaten sunkar mujhko yeh gumaan hota hai
ReplyDeletedil aapka bhi zakhmi hai jo meri tarah hi rota hai.