Wednesday, September 9, 2009

Bhool Jaa

Bhool jaane ki usko qasam khaale tu,
woh ek bewafa thi wahi rah gayi.
Jaate jaate magar usne kiya kar diya,
dil ke zakhmon mei phir taazgi rah gayi.
Meri qismat ka likha to dekho hasan,
qatl karke mujhe woh hasti rah gayi.

Mahtab Alam (Mushk)

1 comment:

  1. tamaam umr tera intezaar humne kiya...
    Is intezaar me kis kis se pyaar humne kiya.

    ReplyDelete