Badle badle hain janaab, aakhir yeh maajra kya hai,
zara hum bhi to sune, kal shaam hua kya hai.
Chehre pe chamak ankhon mei bhari hai nazakat,
hai shuru shuru ka pyar yeh, khuda rakhe salaamat.
Magar afsos ke woh din bhi jald aayega,
chehra sujaa hua aur ankhen nam payega.
Mahtab Alam (Mushk)
Tuesday, September 1, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
nice one
ReplyDeleteshaadi mein kuch gham ke pahlu nikal aate hain
ReplyDeletebesaakhta hasne mein aansu nikal aate hain