Usne ulfat ke bhi paimaane bana rakhe the
Par mene chaha tha use had se guzar jaane tak.
Mahtab Alam (Mushk)
Monday, August 17, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Yeh woh mahfil hai jahan har awaaz ko milti hai saaz, Banda khadim hai khalaq ka tabhi to hai banda nawaaz.
Har mohabbat fiki pad jati hai
ReplyDeleteEk bar Kandhe se guzar jane ke baad...
Paimaano ke bhi paimaane na bana aae dost
ReplyDeleteMOHABBAT ki paie nahi hoti paemaano se
sab khariyat to hai........
ReplyDeleteaap logo ne itne paimaane banaye ki hum to peete hi reh gaye........
piamaane mohabbat ke banana to nahi achchha,
ReplyDeletedil fareb zamaana me mushkil hai dilbar sachcha.
Kaho zo zamane ko fareb to farebi hi milenge
ReplyDeletemohabbat to sirf ek ehsas hai..
Ulfat ka kisi ne liya naam,ro pade
ReplyDeleteapni wafa ka soch ke anjaam,ro pade