Monday, August 3, 2009

Bewafayi

Raah-e-guzar mein teri adawat bhi na rahi
Jo tumne mujhse ki thi wo mohabbat bhi na rahi

Ruswaiyon ke dar se chhupna pada tumhe
Ek nazar-e-karam ki ab to inaayat na rahi.

Mahtab Alam (Mushk)

3 comments:

  1. BEWAFA KI BAAT AAP KYU KARTE HAIN,
    WO TO BEWAFA HAI HI,
    AAP USEY BEWAFA KEH KE BADNAAM KYU KARTE HAIN

    ReplyDelete
  2. Dil jab dard se bharta hai to hoti hi hai sukran,
    jazbat ko sambhalta hun bahut par rah jaati hai uljhan.

    ReplyDelete
  3. sirhane mehtab ke aahesta bolo
    tuk rote rote soya hai

    ReplyDelete