Monday, February 15, 2010

Yaqeen

mujhe apne kirdaar pe itna to yaqeen hai mahtab
koi mujhe chhor to sakta hai magar bhula nahi sakta.

Mahtab Alam (Mushk)

1 comment:

  1. kuch logo ke kirdaar khud ko bhi samajh aaya nahi karte,
    baatein karte hain wo chhodne ki, jo khud kisiko ko apnaya nahi karte....

    or raha bhoolne-bhoolaane ka masla to..,
    wo sabki yaadon me basney ki khwahish rakhte hain,
    jo kisko bhi apni yaado me basaya nahi karte....

    ReplyDelete